चिंतन-२

"इस समस्त संसार में जिंदगी से बडा और महत्वपूर्ण
कुछ भी नहीं हो सकता,कोई भी रिस्ता अपने जीवन
से ज्यादा अनूठा और अनमोल नहीं है.."

4 comments:

divya said...

kathan katu satya prateet hota hai per shayad mere maya moh me ghire mann ke liye kuchh jyada hi katu hai.... divya mishra

Monika (Manya) said...

sach kaha h .. par ek baar prem ke divyaswarup ko mahsoos karo to shayad.. usse anmol rishta koi aur nhn h..aur prem ki liye koi kya kar sakta h .. shayad mujhe udaharan dene ki jaroorat nhn h..aur mera vishwaas h tum isse aparichit nhn ho.. phir aisa kyun kahte ho..

Divine India said...

Monika,
Good to see u again.
ऐ बात थोड़ा समझ लेने जैसा है--
प्रेम तो एक जागरण है जहॉ तुम्हरे अंतरस्थित
होने की शुरुआत है,मैंने तो इससे पार देखा है
तुम्हरा शरीर हीं तो विकास की परम सत्ता है
अर्थ--काम--धर्म--मोक्ष तक इसी से तो पहुंचा
जा सकता है,यहीं निम्नतम से उच्चतर तक विकास
संभव है.तुम्हारा आदर्श-नैतिकता-प्रेम-विश्वास
सब इस अनूठे तीर्थ रुपी घर में विद्यमान हैं
किसी से सच्चा प्रेम तब तक नहीं हो सकता
जबतक तुम्हारा स्वयं पर विश्वास सुदृढ़ नहीं होगा,
मैं तो प्रेम को भक्ति मानता हूं जाने किस रुप में
राम मिल जाऍ.वैसे तुममे गहराई काफी है...

Monika (Manya) said...

hi divy.. sach kahte ho ki jab tak insaan khud par vishwaas nahin karta .. tab tak kisi par viswaas nahin kar sakta h.. par ek baat batao.. jb prem apni charam seem apar hota h to kya khud ki sudh rahti h.. kya hum khud ko yaad rakh paate hn tab.. nhain tab hum us saagar me doob kar kho dete hn khud ko aur prem mein vileen ho jaate hn..prem keval bhakti hi nahin shakti bhi h, vaatsalya bhi h, pranay bhi h, aur haan dwesh mein bhi prem h.. agar tumne iske paar dekha h to kahungi ki shaayad bahut unchaai par pahunch gaye ho.. par mujhe prem ke paar kuchh nhn dikhta is aseem bhaav ka anth hi kahan h jo iske paar kuchh hone ki sambhavnaa ke baare me bhi sochun.. aur raam to keval prem se hi milte hn.. gyaan se nahin.. gyaan ahankaar ko janam deta h.. aur phir shabari ke joothe ber raam ne prem se khaye the.. meera ne khud ko yaad rakha hota to kya shyaam milte.. jyada bol gayi.. pata nhn tumhe kaisa lage.. aur tumhe aisa kyun laga ki meri baat me gahraahi h .. maine to ek sadharan baat kahi h.. tumhare comment ka jaawab diya h.. apne blog me..